Syed Badshah Noha Lyrics – Nadeem Sarwar | 2021

Category

- Advertisement -

Syed Badshah Noha Lyrics – 2021

Husaina Husaina

Jab Chali deen ki aur uske madadgaar ki baat
Ashiqe rabb ki, Muhammad ke wafadar ki baat
Sabr ki pyas ki, Isaar ki kirdar ki baat
Phir to hona hai, phir to hona hai mere syed-o-sardar ki baat

Haaan Dil me dhadakta hai

Sayed Badshah mera
Lab pe bhi rehta hai

Sayed Badshah Mera
Mera Wazifa hai

Syed Badshah Mera

Aqaa mera
Maula mera Syed Badshah Hussain
Badshah Husain
Sayed Badshah Hussain, Sayed Badshah Hussain

Hum bhi Azaadar hai, Haa wafadar hai
Tere ghamkwar hai Sayed Badshah Husain

Jaan Husain Jaane jaa jaan Husain
Dil o imaan Husain, haa mera sayed badshah Husain

Haan Mera Sayed Badshah Hussain

Ha Dil me rahe Maula mera
Yaad rahe karbobla
Jari rahe zikr sada
Sath rahe farshe aza
Milke ye har baar kaho
Kaho Sau baar kaho
Sab Azadaar kaho
Syed Badshah Hussain


Ma sha Allah tu behtari Sayed Badshah
Subhanallah Sar zameen Teri karbala
Jaane Jaane jaane ja jaane karbala
Sayed Badshah Husain
Jaan Husain Jaane jaa jaan Husain
Dil o imaan Husain, haa mera

Syed Badshah Hussain

Sayed Badshah Hussain

Haa Murshide Mann Ghazi rahe
Sayyade mann Ghazi rahe
Jaan Rahe ya naa rahe
Jari azadari rahe
Lab pe ye paigham rahe
Ye sada aam rahe
Bus tera naam rahe
Sayed Badshah Hussain
Ma sha Allah tu behtari Sayed Badshah
Subhanallah Sar zameen Teri karbala
Jaane Jaane jaane ja jaane karbala
Sayed Badshah Husain, Sayed Badshah Husain
Jaan Husain Jaane jaa jaan Husain
Dil o imaan Husain

Haan Mera Syed Badshah Hussain

Haan Mera Syed Badshah Hussain

Haa hum hai fakirane Husain
Matami darbane Hussain

Syed Badshsah Hussain

Haa hum hai fakirane Husain
Matami darbane Hussain
Saare safeerane azaa
Dil say hai qurban Husain
Hum pe hai Ehsan tera
Tu hai sultan mera
Tu hai eman mera
Sayed Badshah Husain
Ma sha Allah tu behtari Sayed Badshah
Subhanallah Sar zameen Teri karbala


Jaane Jaane jaane ja jaane karbala


Hum bhi Azaadar hai, Haa wafadar hai
Tere ghamkwar hai Sayed Badshah Husain
Jaan Husain Jaane jaa jaan Husain
Dil o imaan Husain,

Haa Mera Sayed Badshah Hussain

Haa Mera Sayed Badshah Hussain

Haa roz wo ashoor ka tha
shah ka ghar jis main luta
Khoon bahattar ka baha
aise sajaa deen e khuda
Marhba shah ast hussain
Badasha asst hussain
Depana ast hussain
Syed badsha Hussain
Masha Allah tu behtari Sayed Badshah
Subhan Allah Sar zameen Teri karbala
Jaane Jaane jaane ja jaane karbala

Hum bhi Azaadar hai, Haa wafadar hai
Tere ghamkwar hai Sayed Badshah Husain
(Jaan Husain Jaane jaa jaan Husain
Dil o imaan Husain,

Haan Mera Syed badshah Hussain

Haan Mera Syed badshah Hussain

Mashallah tu bahtreen syeda badsha
SubanALlah sarzameen teri karbla

Jan e jaan jaane jaan karbala
Jane e jaan jaane jaan karbala

Hussain,,,,Hussain…Hussain……
Hussain,,,,Hussain…Hussaina……

Azadaaroo, Azadaroo, Azadaroo
Hum log Azadaar hai
Seekhi hai wafa dar e shah e wafa se
Karte hai bohot pyar shahe karbobala se
Hote hi nahi dure kabhi farshe azaa se

Aey Azadaro
Aey Azadaro

Ay sheh ke azadaro iss ghum ko manana hai
Ye farshe azadari ghar ghar me bichana hai
Shabbir ki ghurbat ka nauha bhi sunana hai
Kyu karte hai ye matam duniya ko batana hai
Haaye kya kya na sitam mere maula ne uthaya hai
Nana se kiya wada sayed ne nibhaya hai
Ek din me bhare ghar ko sehra me lutaya hai

Ghum naujawan Akber ka

Wawaila Husain Husain
Wawaila Husain Husain

Ghum Qasimo Asger ka
Ghum Ghazi dilawar ka
Ghum Haye bahattarka
Ghum Berida behno ka
Jalte hue khaimo ka
Ghum Baali Sakina ka
Ghum Pyase Shaheedo ka
Wa ghurbata Hussain, wa hasrata Hussain,

Aey badshah Hussain

Husain Husain Husain Husain

Shaheede Karbala Hussain
Ghareebe Naynawa Husain
Qatile bekhata Husain
Zabihe Mariya Husain
Nabi ka Dilruba Husain
Jalale Murtaza Husain
Shaheede Karbala Husain
Shaheede Karbala Husain

Ghareebe Naynawa Hussain

Syed Badshah Noha | Nadeem Sarwar | 2021

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Nadeem Sarwar

Recent posts

Recent comments