Hoga Ya Hussain Noha Lyrics – Nadeem Sarwar Nohay | 2023

Category

- Advertisement -

Hoga Ya Hussain Noha Lyrics – 2023

Hoga Jab Bedar Ye Zamana

Ya Hussain Saray Jahan K Lab Par Hoga,
Hoga Ya Hussain
Shah Asst Hussain
Badshah Asst Hussain
Wallah Deen Asst Hussain
Deen Panah Asst Hussain

Hoga Ya Hussain,

Aisa Hai Aisa Mere Mola Ka Gharana
Rab Ne Banaya Jiski Khatir Yeh Zamana
Rab Ne Banaya Jiski Khatir Yeh Zamana
Syed Sultan Ka Ghar
Kulle Eeman Ka Ghar
Syed Sultan Ka Ghar
Kulle Eeman Ka Ghar
Nokar Hain Jiske Ghar Ka Sara Yeh Jahan
Samjhay Jab Apka Gharana Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga,

Hoga Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga,

Hoga Ya Hussain

Hota Tha Ya Hussain Hota Hai Ya Hussain Hota Rahega Ya Hussain Ya Hussain
Hussian Ya Hussain
Hussian Ya Hussain
Hussian Ya Hussain
Hussian Ya Hussain
Ya Hussain

Jo Na Kiya Kisi Ne Tum Ne Kar Dikhaya Rahe Khuda Mai Mola Ghar Ka Ghar
Lutaya Rahe Khuda Mai Mola Ghar Ka Ghar Lutaya
Tum Par Salam Mola
Har Subho Sham Mola
Tumsa Nhi Hai Mola Koi Dosra
Hoga Har Insan Jab Tumhara Ya Hussain Hoga Har Insan Jab Tumhara Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga,

Hoga Ya Hussain

Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain

Shah Asst Hussain Badshah Asst Hussain Wallah Deen Asst Hussain Deen Panah Asst Hussain

Hoga Ya Husain,

Hoga Hoga Ya Hussain

Aa Dekh Zara Yeh Karbobla Kya Noor Khuda ka Bikhra Hai

Hairaan karodo Ankhay Hain Har Simt Hussain Ka Jalwa Hai
Kal Jalta Hua ek Sehra Tha Ab Jannat Ka Ik Tukda Hai
Kal Paak Hussain Akela Tha Ab Uske Sath Zamana Hai
Jo Beet Gaya Jo Ayega Har Door Tumhara Ya Hussain Mola Hai Hamara Ya Hussain
Hum Sabka Hai Nara Ya Hussain

Hoga Ya Hussain, Hoga Hoga Ya Hussain

Jari Tha Jarhi Hai Or Jari He Rahega
Har Gham Pe Gham Tumhara Bhari He Har Gham Pe Gham Tumhara Bhari He
Rahega
Rahega

Tum Par Qurbaan Mola
Hum Sabki Jaan Mola
Tum Par Qurbaan Mola
Hum Sabki Jaan Mola
Tum He Rahogay Mola Seeno Mai Sada
Dil Jab Hoga Apka Thikana Ya Hussain Dil Jab Hoga Apka Thikana Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga,

Hoga Ya Hussain

Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Husain
Hota Tha Ya Hussain Hota Hai Ya Hussain Hota Rahega Ya Hussain
Ya Hussain
Hussian Ya Hussain
Hussian Ya Hussain
Hussian Ya Hussain
Hussian Ya Hussain
Ya Hussain
Jab Bhi Ayengay Mola Imam E Zamana Unkay Labo Pe Hoga, Noha Karabla Ka Unkay Labo Pe Hoga, Noha Karabla Ka

Har Dil Bedaar Hoga
Sheh Ka Zawar Hoga
Har Dil Bedaar Hoga
Sari Dunya Mai Hoga Zikre Karabla
Matam Hoga Apka Phir Asa Ya Hussain Matam Hoga Apka Phir Asa Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain
Saray Jahan K Lab Par Hoga, Hoga Ya Hussain
Hoga Jab Bedar Ye Zamana Ya Hussain Saray Jahan K Lab Par Hoga,

Hoga Ya Husain

Hota Tha Ya Hussain, Hota Hai Ya Hussain,

Hota Rahega Ya Hussain, Ya Hussain
Hussian Ya Hussain
Hussian Ya Husain
Hussian Ya Husain
Hussian Ya Husain
Ya Hussain

Shabbir K Jesa Dunya Main
Na Aya Tha Na Ayega
Allah Se Aisa Ishq Bhala
Ab Kar K Kon Dikhaega, Ab Kar K Kon Dikhaega
Quraan Shahe Wala Ki Tarha
Nezay Par Kon Sunaega
Ab Karbobala Jesi Basti
Na Koi aur Basaega
Na Koi Ore Basaega
Ya Shah E Zaman
Aay Zakhmi Badan Tu Zinda Hai Painda Hai

Yeh Sara Zamana Kehta Hai


Tera Deen Bhi Tu Bhi Sacha Hai
Har Dil Ne Pukara, Ya Hussain
Har Aankh Ka Tara
Ya Hussain
Har Qom Ka Naara,Ya Hussain
Mola Hai Hamara
Ya Hussain
Mola Hai Hamara, Ya Hussain
Mola Hai Hamara, Ya Hussain
Mola Hai Humara, Ya Husain
Ya Hussain, Ya Hussain
Ya Husain Hussain

Hoga Ya Hussain AS | Nadeem Sarwar | 2023

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Nadeem Sarwar

Recent posts

Recent comments